Nazar ke saamne ik raastaa zarooree hai

नज़र के सामने इक रास्ता ज़रूरी है
Year
Language

नज़र के सामने इक रास्ता ज़रूरी है
भटकते रहने का भी सिलसिला ज़रूरी है

मिसाल-ए-अब्र-ओ-हवा दिल-ब-हम रहें लेकिन
मुहब्बतों में ज़रा फ़ासला ज़रूरी है

वो ख़ौफ़ है क्‌र सर-ए-शाम घर से चलते वक़्त
गली का दूर तलक जायज़ा ज़रूरी है

तअल्लुक़ात के नाम-ओ-तिबर हवालों से
तमाम उम्र का इक राविता ज़रूरी है

nazar ke sāmne ik rāstā zarūrī hai
bhaṭakte rahne kā bhī silsilā zarūrī hai

misāl-e-abr-o-havā dil-ba-ham raheṅ lekin
muhabbtoṅ meṅ zarā fāslā zarūrī hai

vo khauf hai k‌ra sar-e-śhām ghar se chalte vaqt
galī kā dūr talak jāyazā zarūrī hai

taalluqāt ke nām-o-tibar havāloṅ se
tamām umr kā ik rāvitā zarūrī hai