Title (Indic)आना है तो आ राह में, कुछ फेर नहीं है WorkNaya Daur Year1957 LanguageHindi Credits Role Artist Music O.P. Nayyar Performer Mohammad Rafi Writer Sahir Ludhianvi LyricsHindiआना है तो आ राह में, कुछ फेर नहीं है भगवान के घर देर है, अन्धेर नहीं है आना है तो … जब तुझसे न सुलझें तेरी उलझनें ? भगवान खुद ही तेरी मुश्किलों को आसान करेगा जो तू नहीं कर पाया तो भगवान करेगा आना है तो … कहने की ज़रूरत नहीं आना ही बहुत है इस दर पे तेरा शीश झुकाना ही बहुत है जो कुछ है तेरे दिल में वो सब उसको खबर है बन्दे तेरे हर हाल पे मालिक को नज़र है आना है तो … Englishānā hai to ā rāh meṅ, kuchh pher nahīṅ hai bhagvān ke ghar der hai, andher nahīṅ hai ānā hai to … jab tujhse na suljheṅ terī ulajhneṅ ? bhagvān khud hī terī muśhkiloṅ ko āsān karegā jo tū nahīṅ kar pāyā to bhagvān karegā ānā hai to … kahne kī zarūrat nahīṅ ānā hī bahut hai is dar pe terā śhīśh jhukānā hī bahut hai jo kuchh hai tere dil meṅ vo sab usko khabar hai bande tere har hāl pe mālik ko nazar hai ānā hai to …