Nain se nainon ko milaa ... kaahe ko sataae hai aa bhee aa

नैन से नैनों को मिला ... काहे को सताए है आ भी आ
Year
Language

नैन से नैनों को मिला -4
( काहे को सताए है आ भी आ
नैन से नैनों को मिला -2 ) -2

देख ना यूँ बेरुख़ी से आज तो नज़र मिला ले
है क़सम तुझे दीवानी प्यार का कोई सिला दे
जबसे तेरी आँखें झुकी हैं
तबसे मेरी साँसें रुकी हैं
चोरी-चोरी ख़्वाबों में आ भी जा
नैन से नैनों को मिला -2
काहे को सताए है आ भी आ
नैन से नैनों को मिला -2

कह रही है मेरी मोहब्बत थोड़ा सा क़रार दे-दे
सिर्फ़ ये मेरी है चाहत चैन मुझको यार दे-दे
हर धड़कन गाने लगी है
बनके नशा छाने लगी है
धीरे-धीरे बाँहों में आ भी जा
नैन से नैनों को मिला -2
काहे को सताए है आ भी आ
नैन से नैनों को मि -2
नैन से नैनों को मिला
आ आ

nain se nainoṅ ko milā -4
( kāhe ko satāe hai ā bhī ā
nain se nainoṅ ko milā -2 ) -2

dekh nā yūṇ berukhī se āj to nazar milā le
hai qasam tujhe dīvānī pyār kā koī silā de
jabse terī āṇkheṅ jhukī haiṅ
tabse merī sāṇseṅ rukī haiṅ
chorī-chorī khvāboṅ meṅ ā bhī jā
nain se nainoṅ ko milā -2
kāhe ko satāe hai ā bhī ā
nain se nainoṅ ko milā -2

kah rahī hai merī mohabbat thoṛā sā qarār de-de
sirf ye merī hai chāhat chain mujhko yār de-de
har dhaṛkan gāne lagī hai
banke naśhā chhāne lagī hai
dhīre-dhīre bāṇhoṅ meṅ ā bhī jā
nain se nainoṅ ko milā -2
kāhe ko satāe hai ā bhī ā
nain se nainoṅ ko mi -2
nain se nainoṅ ko milā
ā ā