Title (Indic)रोऊँ मैं सागर के किनारे, सागर हँसी उड़ाए WorkNagina Year1986 LanguageHindi Credits Role Artist Music Shankar Jaikishan Performer C H Atma Writer Shailendra LyricsHindiक्या जानें ये चंचल लहरें, मैं हूँ आग छुपाए मैं भी इतना डूब चुका हूँ, क्या तेरी गहराई काहे होड़ लगाए मो से, काहे होड़ लगाए रोऊँ मैं सागर के किनारे तुझ में डूबे चाँद मगर इक चाँद ने मुझे डुबाया मेरा सब कुछ लूट के ले गई, चाँदनी रात की माया अर्मानों की चितह सजाकर मैंने आग लगाई अब क्या आग बुझाए मेरी, अब क्या आग बुझाए रोऊँ मैं सागर के किनारे Englishkyā jāneṅ ye chaṅchal lahreṅ, maiṅ hūṇ āg chhupāe maiṅ bhī itnā ḍūb chukā hūṇ, kyā terī gahrāī kāhe hoṛ lagāe mo se, kāhe hoṛ lagāe roūṇ maiṅ sāgar ke kināre tujh meṅ ḍūbe chāṇd magar ik chāṇd ne mujhe ḍubāyā merā sab kuchh lūṭ ke le gaī, chāṇdnī rāt kī māyā armānoṅ kī chitah sajākar maiṅne āg lagāī ab kyā āg bujhāe merī, ab kyā āg bujhāe roūṇ maiṅ sāgar ke kināre