Title (Indic)मैं तेरी दुश्मन, दुश्मन तू मेरा WorkNagina Year1986 LanguageHindi Credits Role Artist Music Laxmikant-Pyarelal Performer Lata Mangeshkar Writer Anand Bakshi LyricsHindiमैं तेरी दुश्मन दुश्मन तू मेरा मैं नागिन तू सपेरा - 2 जनम जनम से तेरा मेरा बैर ओ रब्बा ख़ैर आज तो बदला मैन बस लूँगी छेड़ न मुझको मैं डस लूँगी जंतर मंतर जादू टोने ये तो हैं मेरे खेल-खिलौने मुझपे चलेगा ना ज़ोर तेरा मैं नागिन तू सपेरा छेड़ के अपनी बीन का लहरा तूने बिछाया मुझ पे पहरा [ओर इस इत बिठाया?] बस में नहीं मैं आने वाली मैं नहीं धोका खाने वाली आया है जोगी बनके लुटेरा मैं नागिन तू सपेरा सब की ज़ुबाँ पर मेरी कहानी मेरा डसा हुआ माँगे न पानी तेरा तमाशा सब देखेंगे क्या होता है अब देखेंगे देखेगा ना तू कल का सवेरा मैं नागिन तू सपेरा Englishmaiṅ terī duśhman duśhman tū merā maiṅ nāgin tū saperā - 2 janam janam se terā merā bair o rabbā khair āj to badlā main bas lūṇgī chheṛ na mujhko maiṅ ḍas lūṇgī jaṅtar maṅtar jādū ṭone ye to haiṅ mere khel-khilaune mujhpe chalegā nā zor terā maiṅ nāgin tū saperā chheṛ ke apnī bīn kā lahrā tūne bichhāyā mujh pe pahrā [or is it biṭhāyā?] bas meṅ nahīṅ maiṅ āne vālī maiṅ nahīṅ dhokā khāne vālī āyā hai jogī banke luṭerā maiṅ nāgin tū saperā sab kī zubāṇ par merī kahānī merā ḍasā huā māṇge na pānī terā tamāśhā sab dekheṅge kyā hotā hai ab dekheṅge dekhegā nā tū kal kā saverā maiṅ nāgin tū saperā