नावक-अंदाज़ जिधर दीदा-ए-जानाँ होंगे
नावक-अंदाज़ जिधर दीदा-ए-जानाँ होंगे
नीम-बिस्मिल कई होंगे कई बे-जाँ होंगे
ताब-ए-नज़्ज़ारा नहीं आईना क्या देखने दूँ
और बन जायेंगे तस्वीर जो हैराँ होंगे
तू कहाँ जायेगी कुछ अपना ठिकाना कर ले
हम तो कल ख़ाब-ए-अदम में शब-ए-हिज्राँ होंगे
एह हम हैं के हुये ऐसे पशेमान के बस
एक वो हैं के जिन्हें चाह के अरमाँ होंगे
फिर बहार आई वोही दश्त-ए-नवर दी होगी
फिर वोही पाँव वोही खार-ए-मुहैला होंगे
nāvak-aṅdāz jidhar dīdā-e-jānāṇ hoṅge
nīm-bismil kaī hoṅge kaī be-jāṇ hoṅge
tāb-e-nazazārā nahīṅ āīnā kyā dekhne dūṇ
aur ban jāyeṅge tasvīr jo hairāṇ hoṅge
tū kahāṇ jāyegī kuchh apnā ṭhikānā kar le
ham to kal khāb-e-adam meṅ śhab-e-hijrāṇ hoṅge
eh ham haiṅ ke huye aise paśhemān ke bas
ek vo haiṅ ke jinheṅ chāh ke armāṇ hoṅge
phir bahār āī vohī daśht-e-navar dī hogī
phir vohī pāṇv vohī khār-e-muhailā hoṅge