Title (Indic)बरसात के मौसम में ... अबी ज़िन्दा हूँ तो ... पी लेने दो WorkNaajayaz Year1995 LanguageHindi Credits Role Artist Music Anu Malik Performer Kumar Sanu Writer Indivar LyricsHindiबरसात के मौसम में तन्हाई के आलम में -2 मैं घर से निकल आया बोतल भी उठा लाया अबी ज़िन्दा हूँ तो ( जी लेने दो ) -2 भरी बरसात में पी लेने दो -2 ( मुझे टुकड़ों में नहीं जीना है क़तरा क़तरा तो नहीं पीना है ) -2 हो आज पैमाने हटा दो यारों हाँ सारा मैख़ाना पिला दो यारों मैकदों में तो पिया करता हूँ -2 चलती राहों में तो पी लेने दो अबी ज़िन्दा हूँ तो … ( मेरे दुश्मन हैं ज़माने के ग़म बाद पीने के ये होंगे कम ) -2 हो ज़ुल्म दुनिया के न सह पाऊँगा बिन पिए आज न रह पाऊँगा मुझे हालात से टकराना है -2 ऐसे हालात में पी लेने दो अबी ज़िन्दा हूँ तो … Englishbarsāt ke mausam meṅ tanhāī ke ālam meṅ -2 maiṅ ghar se nikal āyā botal bhī uṭhā lāyā abī zindā hūṇ to ( jī lene do ) -2 bharī barsāt meṅ pī lene do -2 ( mujhe ṭukaṛoṅ meṅ nahīṅ jīnā hai qatrā qatrā to nahīṅ pīnā hai ) -2 ho āj paimāne haṭā do yāroṅ hāṇ sārā maikhānā pilā do yāroṅ maikdoṅ meṅ to piyā kartā hūṇ -2 chaltī rāhoṅ meṅ to pī lene do abī zindā hūṇ to … ( mere duśhman haiṅ zamāne ke ġham bād pīne ke ye hoṅge kam ) -2 ho zulm duniyā ke na sah pāūṇgā bin pie āj na rah pāūṇgā mujhe hālāt se ṭakrānā hai -2 aise hālāt meṅ pī lene do abī zindā hūṇ to …