न शिवाले, न खलिसा, न हरम झूठे हैं
ना शिवाले, ना खालसा, ना हरम झूठे है - 2
बस यही सच है, के तुम झूठे हो हम झूठे हैं
ना शिवाले …
हमने देखा ही नही बोलते को अब तक - 2
कौन कहता है के पत्थर के सनम झूठे हैं
ना शिवाले …
उनसे मिलिये तो खुशी होती है उनसे मिलकर - 2
शहर के दूसरे लोगों से जो कम झूठे हैं
ना शिवाले …
कुछ तो है बात, तहरीरों में तासीर नहीं - 2
झूठे फ़नकार नहीं तो कलम झूठे हैं
ना शिवाले …
nā śhivāle, nā khālsā, nā haram jhūṭhe hai - 2
bas yahī sach hai, ke tum jhūṭhe ho ham jhūṭhe haiṅ
nā śhivāle …
hamne dekhā hī nahī bolte ko ab tak - 2
kaun kahtā hai ke patthar ke sanam jhūṭhe haiṅ
nā śhivāle …
unse miliye to khuśhī hotī hai unse milkar - 2
śhahar ke dūsre logoṅ se jo kam jhūṭhe haiṅ
nā śhivāle …
kuchh to hai bāt, tahrīroṅ meṅ tāsīr nahīṅ - 2
jhūṭhe fankār nahīṅ to kalam jhūṭhe haiṅ
nā śhivāle …