Title (Indic)चल कहीं चलें सजना प्यार यहां करना मना WorkMuqaddar Year1996 LanguageHindi Credits Role Artist Music Anand-Milind Performer Bela Performer Suresh Wadkar Writer Sameer LyricsHindiचल कहीं चलें सजना प्यार यहां करना मना बस्ती न कोई घर हो दुनिया का न कोई डर हो सच हो गया तेरा मेरा सपना चल कहीं चलें … महकी फ़िज़ाएं हो ठंडी हवाएं हो दिलबर की बाहों में दिलबर की बाहें हों मस्ती लुटाएं दिल निगाहें शराबी गालों पे बिखरी लबों की गुलाबी धरती हो न अंबर हो नदिया हो न सागर हो क़ुदरत की हो दिलकश कोई रचना चल कहीं चलें … यादों के मेले हों ख्वाबों के रेले हों सारे ज़माने के ग़म को भुलाएं जन्नत से भी सुंदर हो सबसे हसीं मंज़र हो न गैर हो कोई न हो अपना चल कहीं चलें … Englishchal kahīṅ chaleṅ sajnā pyār yahāṅ karnā manā bastī na koī ghar ho duniyā kā na koī ḍar ho sach ho gayā terā merā sapnā chal kahīṅ chaleṅ … mahkī fizāeṅ ho ṭhaṅḍī havāeṅ ho dilbar kī bāhoṅ meṅ dilbar kī bāheṅ hoṅ mastī luṭāeṅ dil nigāheṅ śharābī gāloṅ pe bikhrī laboṅ kī gulābī dhartī ho na aṅbar ho nadiyā ho na sāgar ho qudarat kī ho dilkaśh koī rachnā chal kahīṅ chaleṅ … yādoṅ ke mele hoṅ khvāboṅ ke rele hoṅ sāre zamāne ke ġham ko bhulāeṅ jannat se bhī suṅdar ho sabse hasīṅ maṅzar ho na gair ho koī na ho apnā chal kahīṅ chaleṅ …