Muggham baat pahelee jaisee bas vohee boojhe jisko bujaaye

मुग्घम बात पहेली जैसी बस वोही बूझे जिसको बुजाये
Year
Language

मुग्घम बात पहेली जैसी बस वोही बूझे जिसको बुजाये
भेद न पाये तो घबराये भेद जो पाये तो घबराये

जिसको अकेले में आ आ कर ध्यान तेरा रह रह के सताये
चुपके चुपके बैठा रोये आँसू पोंछे और रह जाये

सारी कहानी बेचैनी की माथे पर लिख देती है
ऐसी बात कि घुटते घुटते मुँह तक आये और रह जाये

muggham bāt pahelī jaisī bas vohī būjhe jisko bujāye
bhed na pāye to ghabrāye bhed jo pāye to ghabrāye

jisko akele meṅ ā ā kar dhyān terā rah rah ke satāye
chupke chupke baiṭhā roye āṇsū poṅchhe aur rah jāye

sārī kahānī bechainī kī māthe par likh detī hai
aisī bāt ki ghuṭte ghuṭte muṇh tak āye aur rah jāye