मोती जैसा रंग अंग में रस का सागर लहराए
( मोती जैसा रंग अंग में ) -2 रस का सागर लहराए
तेरे रूप की आँच लगे तो पत्थर दिल भी पिघल जाए
मोती जैसा रंग …
नैनों में है तेरे जैसे किरनों का बसेरा
निखरा तेरा यौवन जैसा बिखरा हो सवेरा
सूरज तेरे दर्शन को हर दिन आए-जाए
मोती जैसा रंग …
होगा वो भी सुन्दर जिसपे होगी तेरी छाया
होगा वो भी मोहित जिसने तुझको है बनाया
जीवन कर दे रोशन तू जो मुस्कराए
मोती जैसा रंग …
( motī jaisā raṅg aṅg meṅ ) -2 ras kā sāgar lahrāe
tere rūp kī āṇch lage to patthar dil bhī pighal jāe
motī jaisā raṅg …
nainoṅ meṅ hai tere jaise kirnoṅ kā baserā
nikhrā terā yauvan jaisā bikhrā ho saverā
sūraj tere darśhan ko har din āe-jāe
motī jaisā raṅg …
hogā vo bhī sundar jispe hogī terī chhāyā
hogā vo bhī mohit jisne tujhko hai banāyā
jīvan kar de rośhan tū jo muskrāe
motī jaisā raṅg …