Title (Indic)ये मर्द बड़े दिल सर्द बड़े WorkMiss Mary Year1957 LanguageHindi Credits Role Artist Music Hemant Kumar Performer Mohammad Rafi Performer Lata Mangeshkar Writer Rajendra Krishan LyricsHindiये मर्द बड़े दिल सर्द बड़े बेदर्द न धोखा खाना मीठी मीठी बतियों में भूल के न आना होते हैं छोटे दिल के लम्बी ज़ुबान वाले देते हैं माल खोटा ऊँची दुकान वाले छोटा मुँह और बात बड़ी ये है दस्तूर पुराना मीठी मीठी बतियों में भूल के न आना … बात पते की है ये मानो जो मेरा कहना अच्छा है आग से तो दूर ही दूर रहना झूठी इनकी जात बड़ी ये है दस्तूर पुराना मीठी मीठी बतियों में भूल के न आना … Rafi version ये मर्द बड़े दिल सर्द बड़े बेदर्द चलो जी माना मर्दों का फिर भी ग़ुलाम है ज़माना … दुनिया के साथ चलो नया ज़माना है ये मर्दों को दोश देना राग पुराना है ये झूठी इनकी जात कहो या कहो इन्हें दीवाना मर्दों का फिर भी ग़ुलाम है ज़माना … गुस्सा गुरूर लड़ना नारी की भूल है ये ठण्डा मिजाज़ रखना पहला उसूल है ये बात पते की कहता हूँ तुम चाहे कहो दीवाना मर्दों का फिर भी ग़ुलाम है ज़माना … Englishye mard baṛe dil sard baṛe bedard na dhokhā khānā mīṭhī mīṭhī batiyoṅ meṅ bhūl ke na ānā hote haiṅ chhoṭe dil ke lambī zubān vāle dete haiṅ māl khoṭā ūṇchī dukān vāle chhoṭā muṇh aur bāt baṛī ye hai dastūr purānā mīṭhī mīṭhī batiyoṅ meṅ bhūl ke na ānā … bāt pate kī hai ye māno jo merā kahnā achchhā hai āg se to dūr hī dūr rahnā jhūṭhī inkī jāt baṛī ye hai dastūr purānā mīṭhī mīṭhī batiyoṅ meṅ bhūl ke na ānā … Rafi version ye mard baṛe dil sard baṛe bedard chalo jī mānā mardoṅ kā phir bhī ġhulām hai zamānā … duniyā ke sāth chalo nayā zamānā hai ye mardoṅ ko dośh denā rāg purānā hai ye jhūṭhī inkī jāt kaho yā kaho inheṅ dīvānā mardoṅ kā phir bhī ġhulām hai zamānā … gussā gurūr laṛnā nārī kī bhūl hai ye ṭhaṇḍā mijāz rakhnā pahlā usūl hai ye bāt pate kī kahtā hūṇ tum chāhe kaho dīvānā mardoṅ kā phir bhī ġhulām hai zamānā …