Title (Indic)ओ रात के मुसाफ़िर चन्दा ज़रा बता दे WorkMiss Mary Year1957 LanguageHindi Credits Role Artist Music Hemant Kumar Performer Lata Mangeshkar Performer Mohammad Rafi Writer Rajendra Krishan LyricsHindiओ रात के मुसाफ़िर चन्दा ज़रा बता दे मेरा क़ुसूर क्या है, तू फ़ैसला सुना दे है भूल कोई दिल की आँखों की या ख़ता है कुछ भी नहीं तो फिर क्यों मुझसे कोई खफ़ा है मंज़ूर है वो मुझको जो कुछ भी तू सज़ा दे मेरा क़ुसूर क्या है … दिल पे किसी को अपने क़ाबू नहीं रहा है ये राज़ मेरे दिल से आँखों ने ही कहा है आँखों ने जो है देखा दिल किस तरह भुला दे मेरा क़ुसूर क्या है … ओ चाँद आसमां के, दम भर ज़मीं पे आजा भूला हुआ है राही, तू रास्ता दिखा जा भटकी हुई है नैया साहिल इसे दिखा दे मेरा क़ुसूर क्या है … Englisho rāt ke musāfir chandā zarā batā de merā qusūr kyā hai, tū faislā sunā de hai bhūl koī dil kī āṇkhoṅ kī yā khatā hai kuchh bhī nahīṅ to phir kyoṅ mujhse koī khafā hai maṅzūr hai vo mujhko jo kuchh bhī tū sazā de merā qusūr kyā hai … dil pe kisī ko apne qābū nahīṅ rahā hai ye rāz mere dil se āṇkhoṅ ne hī kahā hai āṇkhoṅ ne jo hai dekhā dil kis tarah bhulā de merā qusūr kyā hai … o chāṇd āsmāṅ ke, dam bhar zamīṅ pe ājā bhūlā huā hai rāhī, tū rāstā dikhā jā bhaṭkī huī hai naiyā sāhil ise dikhā de merā qusūr kyā hai …