Milo na tum to ham ghabraaye, milo to aankh churaaye

मिलो न तुम तो हम घबराये, मिलो तो आँख चुराये
Year
Language

मिलो न तुम तो हम घबराये, मिलो तो आँख चुराये
हमे क्या हो गया है?
तुम ही को दिलका राज बताये, तुम ही से राज़ छुपाये
हमे क्या हो गया है?

ओ भोले साथिया, देखी जो शोखी तेरे प्यार की
आँचल में भर ली हमने, सारी बहारें संसार की
नयी अदा से हम इतराये, पायी खुशी लुटाये
हमे क्या हो गया है?

ओ सोहने जोगिया, रंग ले हमे भी किसी रंग में
फिर से सुना दे बन्सी, कलियाँ खिला दे गोरे अंग में
वही जो ताने आग लगाये, उन ही से आग बुझाये
हमे क्या हो गया है?

milo na tum to ham ghabrāye, milo to āṇkh churāye
hame kyā ho gayā hai?
tum hī ko dilkā rāj batāye, tum hī se rāz chhupāye
hame kyā ho gayā hai?

o bhole sāthiyā, dekhī jo śhokhī tere pyār kī
āṇchal meṅ bhar lī hamne, sārī bahāreṅ saṅsār kī
nayī adā se ham itrāye, pāyī khuśhī luṭāye
hame kyā ho gayā hai?

o sohne jogiyā, raṅg le hame bhī kisī raṅg meṅ
phir se sunā de bansī, kaliyāṇ khilā de gore aṅg meṅ
vahī jo tāne āg lagāye, un hī se āg bujhāye
hame kyā ho gayā hai?