Meri pyari behaniya banegi dulhaniya

मेरी प्यारी बहनिया बनेगी दुल्हनिया
Year
Language

मेरी प्यारी बहनिया बनेगी दुल्हनिया
सजके आएँगे दूल्हे राजा ओ
भैया राजा बजाएगा बाजा -2

अपने पसीने को मोती कर दूँगा
मोतियों से बहना की माँग भर दूँगा
आएगी बारात देखेगी सारी दुनिया
होंगे लाखों में एक दूल्हे राजा
भैया राजा …

सोलह सिंगार मेरी बहिना करेगी
टीका चढ़ेगा और हल्दी लगेगी
बहना के होंठों पे झूलेगी नथनिया -2
और झूमेंगे दूल्हे राजा
भैया राजा …

सेज पे बैठेगी वो डोली पे चलेगी
धरती पे बहना रानी पाँव न धरेगी
पलकों की पालकी में बहना को बिठा के
ले जाएँगे दूल्हे राजा
भैया राजा …

सजना के घर चली जाएगी जो बहना
होंठ हँसेंगे मेरे रोएँगे ये नैना
रखिया के रोज़ रानी बहना को बुलाऊँगा -2
ले के आएँगे दूल्हे राजा
भैया राजा …

merī pyārī bahniyā banegī dulhniyā
sajke āeṇge dūlhe rājā o
bhaiyā rājā bajāegā bājā -2

apne pasīne ko motī kar dūṇgā
motiyoṅ se bahnā kī māṇg bhar dūṇgā
āegī bārāt dekhegī sārī duniyā
hoṅge lākhoṅ meṅ ek dūlhe rājā
bhaiyā rājā …

solah siṅgār merī bahinā karegī
ṭīkā chaṛhegā aur haldī lagegī
bahnā ke hoṅṭhoṅ pe jhūlegī nathniyā -2
aur jhūmeṅge dūlhe rājā
bhaiyā rājā …

sej pe baiṭhegī vo ḍolī pe chalegī
dhartī pe bahnā rānī pāṇv na dharegī
palkoṅ kī pālkī meṅ bahnā ko biṭhā ke
le jāeṇge dūlhe rājā
bhaiyā rājā …

sajnā ke ghar chalī jāegī jo bahnā
hoṅṭh hṇseṅge mere roeṇge ye nainā
rakhiyā ke roz rānī bahnā ko bulāūṇgā -2
le ke āeṇge dūlhe rājā
bhaiyā rājā …