मेरी निगाह छलकता हुआ है पैमाना
मेरी निगाह छलकता हुआ है पैमाना
निगाह-ए-मय से पिलाऊँ बनाऊँ दीवाना
जो पीने आये हैं उनसे कहो मुझे देखें
मेरा ये शोख़ सरापा है एक मयख़ाना
हर एक नज़र में मेरे शबाब की मस्ती
जिसे भी देख ले मेरी अदा का मस्ताना
ये सारी गर्मी-ए-महफ़िल है मेरे ही दम से
जिसे हो जलना क़रीब आये बन के परवाना
जिधर भी जाऊँ उधर फैलती हैं ख़ुश्बूएं
जो मेरी पाये महक होश से हो बेगाना
merī nigāh chhalaktā huā hai paimānā
nigāh-e-may se pilāūṇ banāūṇ dīvānā
jo pīne āye haiṅ unse kaho mujhe dekheṅ
merā ye śhokh sarāpā hai ek mayakhānā
har ek nazar meṅ mere śhabāb kī mastī
jise bhī dekh le merī adā kā mastānā
ye sārī garmī-e-mahafil hai mere hī dam se
jise ho jalnā qarīb āye ban ke parvānā
jidhar bhī jāūṇ udhar phailtī haiṅ khuśhbūeṅ
jo merī pāye mahak hośh se ho begānā