Meree maano yaaro mujhko aaj na roko peene se

मेरी मानो यारो मुझको आज न रोको पीने से
Year
Language

मेरी मानो यारो मुझको आज न रोको पीने से
बेहोशी में मरना अच्छा होश में आकर जीने से

मैं प्यासा हूँ मुझे पिलाओ
जलते हैं जब दिल के घाव
आता हूँ मयखाने में
जाम नहीं भरते तो आओ
क़तरा क़तरा ही टपकाओ
तुम मेरे पैमाने में
खाली जाम लगा रखा है मैंने अपने सीने से

आज मेरे आँसू न पोंचो
अपने हाल पे रो लेने दो
मुझ आवारा पागल को
कैसे गले लगा लोगे तुम
कितनी देर सम्भालोगे तुम
मय की खाली बोतल को
ठोकर मारो मुझे गिरा दो तुम एहसास के ज़ीने से

merī māno yāro mujhko āj na roko pīne se
behośhī meṅ marnā achchhā hośh meṅ ākar jīne se

maiṅ pyāsā hūṇ mujhe pilāo
jalte haiṅ jab dil ke ghāv
ātā hūṇ maykhāne meṅ
jām nahīṅ bharte to āo
qatrā qatrā hī ṭapkāo
tum mere paimāne meṅ
khālī jām lagā rakhā hai maiṅne apne sīne se

āj mere āṇsū na poṅcho
apne hāl pe ro lene do
mujh āvārā pāgal ko
kaise gale lagā loge tum
kitnī der sambhāloge tum
may kī khālī botal ko
ṭhokar māro mujhe girā do tum ehsās ke zīne se