मेरे लिये तो बस वही ... तुम सामने बैठी रहो
मेरे लिये तो बस वही पल हैं हसीं बहार के
तुम सामने बैठी रहो मैं गीत गाऊँ प्यार के
मैं गीत गाऊँ प्यार के
मैं जानता हूँ प्यार की पूजा यहाँ अपराध है
अपराध ये हर पल करूँ मन में यही इक साध है
मन में यही इक साध है
मुझको मिली है ये ख़ुशी जीवन की बाज़ी हार के
तुम सामने बैठी रहो मैं गीत गाऊँ प्यार के
मैं गीत गाऊँ प्यार के
सीखा नहीं मैने कभी सैंयम से मन को बांधना
है साधना मेरी तुम्हारे रूप की आराधना
रूप की आराधना
तुम साथ दो तो तोड़ दूँ सारे नियम सन्सार के
तुम सामने बैठी रहो मैं गीत गाऊँ प्यार के
मैं गीत गाऊँ प्यार के
mere liye to bas vahī pal haiṅ hasīṅ bahār ke
tum sāmne baiṭhī raho maiṅ gīt gāūṇ pyār ke
maiṅ gīt gāūṇ pyār ke
maiṅ jāntā hūṇ pyār kī pūjā yahāṇ aprādh hai
aprādh ye har pal karūṇ man meṅ yahī ik sādh hai
man meṅ yahī ik sādh hai
mujhko milī hai ye khuśhī jīvan kī bāzī hār ke
tum sāmne baiṭhī raho maiṅ gīt gāūṇ pyār ke
maiṅ gīt gāūṇ pyār ke
sīkhā nahīṅ maine kabhī saiṅyam se man ko bāṅdhnā
hai sādhnā merī tumhāre rūp kī ārādhnā
rūp kī ārādhnā
tum sāth do to toṛ dūṇ sāre niyam sansār ke
tum sāmne baiṭhī raho maiṅ gīt gāūṇ pyār ke
maiṅ gīt gāūṇ pyār ke