मेरे लिए आती है शाम ... रातों का राजा हूँ मैं
मेरे लिए आती है शाम चंदा भी है मेरा ग़ुलाम
धरती से सितारों तक है मेरा इंतज़ाम
रातों का राजा हूँ मैं
महफ़िल सजे डोलूँ जिधर से
साक़ी बहके मेरी नज़र से
चाहूँ तो अभी खुद चल के आए जाम
रातों का राजा …
खिड़की खुले मुझे बुलाए
महलों में है मेरे ही साए
सोते-जागते सब जानें मेरा नाम
रातों का राजा …
मैनें जवाँ होंठों की लाली
अकसर पलकों से ही चुरा ली
सारे गुलबदन मुझे करते हैं सलाम
धरती से सितारों तक …
mere lie ātī hai śhām chaṅdā bhī hai merā ġhulām
dhartī se sitāroṅ tak hai merā iṅtazām
rātoṅ kā rājā hūṇ maiṅ
mahafil saje ḍolūṇ jidhar se
sāqī bahke merī nazar se
chāhūṇ to abhī khud chal ke āe jām
rātoṅ kā rājā …
khiṛkī khule mujhe bulāe
mahloṅ meṅ hai mere hī sāe
sote-jāgte sab jāneṅ merā nām
rātoṅ kā rājā …
maineṅ javāṇ hoṅṭhoṅ kī lālī
akasar palkoṅ se hī churā lī
sāre gulabdan mujhe karte haiṅ salām
dhartī se sitāroṅ tak …