कहता है जोकर सारा ज़माना
आधी हक़ीकत आधा फ़साना
चश्मा उठाओ, फिर देखो यारो
दुनिया नयी है, चेहरा पुराना
कहता है जोकर …
धक्के पे धक्का, रेले पे रेला
है भीड़ इतनी पर दिल अकेला
ग़म जब सताये, सीटी बजाना
पर मसखरी से दिल न लगाना
कहता है जोकर …
अपने पे हँस के जग को हँसाया
बन के तमाशा मेले में आया
हिन्दु न मुस्लिम, पूरब न पश्चिम
मज़हब है अपना हँसना हँसाना
कहता है जोकर …
kahtā hai jokar sārā zamānā
ādhī haqīkat ādhā fasānā
chaśhmā uṭhāo, phir dekho yāro
duniyā nayī hai, chehrā purānā
kahtā hai jokar …
dhakke pe dhakkā, rele pe relā
hai bhīṛ itnī par dil akelā
ġham jab satāye, sīṭī bajānā
par masakhrī se dil na lagānā
kahtā hai jokar …
apne pe hṇs ke jag ko hṇsāyā
ban ke tamāśhā mele meṅ āyā
hindu na muslim, pūrab na paśhchim
mazhab hai apnā hṇsnā hṇsānā
kahtā hai jokar …