Title (Indic)सोई जा तारा लेइके अपने खिलौने WorkMastana Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Music Laxmikant-Pyarelal Performer Hemalata Performer Kishore Kumar Writer Anand Bakshi LyricsHindiसोई जा तारा आ सोई जा तारा लेइके अपने खिलौने सपने सलोने गलियन में आया इक बंजारा सोई जा तारा … छुक-छुक दोनों चलें यौवन के खेल-तमाशा करें शोर मचाए देखो ज़रा सा खेल-तमाशा करें तू भी अकेली मैं भी अकेला तू बेसहारा मैं बेसहारा सोई जा तारा … हमको रोज़ गली ये आँगन कित्ते अकेले लागें आज तू घर आई ग़रीब के घर में मेले लागें का बोलूँ आगे हमको तो लागे आज ये कुटिया ऊँचा चौबारा सोई जा तारा … हमरी दुहाई बदल के रामा ल ल ल लोरी बनी डोर ये फाँसी की देखो भाई झूले की डोरी बनी तूने तो आय के हँस के रुलाय के बदल दिया संसार सारा सोई जा तारा … Englishsoī jā tārā ā soī jā tārā leike apne khilaune sapne salone galiyan meṅ āyā ik baṅjārā soī jā tārā … chhuk-chhuk donoṅ chaleṅ yauvan ke khel-tamāśhā kareṅ śhor machāe dekho zarā sā khel-tamāśhā kareṅ tū bhī akelī maiṅ bhī akelā tū beshārā maiṅ beshārā soī jā tārā … hamko roz galī ye āṇgan kitte akele lāgeṅ āj tū ghar āī ġharīb ke ghar meṅ mele lāgeṅ kā bolūṇ āge hamko to lāge āj ye kuṭiyā ūṇchā chaubārā soī jā tārā … hamrī duhāī badal ke rāmā la la la lorī banī ḍor ye phāṇsī kī dekho bhāī jhūle kī ḍorī banī tūne to āy ke hṇs ke rulāy ke badal diyā saṅsār sārā soī jā tārā …