Title (Indic)छोटा बच्चा जान के न कोई ... डुबी डुबी डब डब् WorkMasoom Year1996 LanguageHindi Credits Role Artist Music Anand Raj Anand Performer Aditya Narayan LyricsHindiछोटा बच्चा जान के न कोई आँख दिखाना रे डुबी डुबी डब डब अक्ल का कच्चा समझ के हमको न समझाना रे डुबी डुबी डब डब भोली सूरत जान के हमसे न टकराना रे डुबी डुबी डब डब ना धिन धिन्ना ना धिन धिन्ना नाच नचा देंगे छोटा बच्चा जान के … इक दिन देके दो अठन्नियां माँ बोली जा ले आ धनिया पैसे देके दुकानदार से मैं बोला बाबू दे दो धनिया बड़ा सा कागज़ ले कर उसने रख दिया उसमें थोड़ा सा धनिया मैने बोला बाबू बनिया कागज़ बेच रहे या धनिया कागज़ रखो बाजू में धनिए को रखो तराज़ू में सुन मेरी बात वो रहा न काबू में क्या बोला बोला तुझको बताऊं मैं मैं भी कहां कम था मैने भी कह दिया बच्चे को ठगता है शोर मचाऊं मैं उसके बाद हुआ क्या ये भी तो बतलाना रे उसके बाद उसके बाद तो जैसे उसका मर गया नाना रे बीच बजरिया गाया मैने जब ये गाना रे छोटा बच्चा जान के … किशन भइया किशन भइया मेरे आम की गुठली गिर गई आम को खा गुठली न देख आगे चल पीछे न देख सीधा सीधा चल वरना पाँव में फंस जाएगी रेत फिर क्या करे ये घर जा के जब माँ ने मारा रे चुप क्यूं हो गए बोलो ना सुन रे छोटू सुन रे हरिया माँ होती ममता की नदिया डांट के हमको खुद भी रोए खाना दे बढ़िया से बढ़िया माँ को जा के कभी सुनाना न ये गाना रे छोटा बच्चा जान के … Englishchhoṭā bachchā jān ke na koī āṇkh dikhānā re ḍubī ḍubī ḍab ḍab akla kā kachchā samajh ke hamko na samjhānā re ḍubī ḍubī ḍab ḍab bholī sūrat jān ke hamse na ṭakrānā re ḍubī ḍubī ḍab ḍab nā dhin dhinnā nā dhin dhinnā nāch nachā deṅge chhoṭā bachchā jān ke … ik din deke do aṭhanniyāṅ māṇ bolī jā le ā dhaniyā paise deke dukāndār se maiṅ bolā bābū de do dhaniyā baṛā sā kāgaz le kar usne rakh diyā usmeṅ thoṛā sā dhaniyā maine bolā bābū baniyā kāgaz bech rahe yā dhaniyā kāgaz rakho bājū meṅ dhanie ko rakho tarāzū meṅ sun merī bāt vo rahā na kābū meṅ kyā bolā bolā tujhko batāūṅ maiṅ maiṅ bhī kahāṅ kam thā maine bhī kah diyā bachche ko ṭhagtā hai śhor machāūṅ maiṅ uske bād huā kyā ye bhī to batlānā re uske bād uske bād to jaise uskā mar gayā nānā re bīch bajriyā gāyā maine jab ye gānā re chhoṭā bachchā jān ke … kiśhan bhaiyā kiśhan bhaiyā mere ām kī guṭhlī gir gaī ām ko khā guṭhlī na dekh āge chal pīchhe na dekh sīdhā sīdhā chal varnā pāṇv meṅ phaṅs jāegī ret phir kyā kare ye ghar jā ke jab māṇ ne mārā re chup kyūṅ ho gae bolo nā sun re chhoṭū sun re hariyā māṇ hotī mamtā kī nadiyā ḍāṅṭ ke hamko khud bhī roe khānā de baṛhiyā se baṛhiyā māṇ ko jā ke kabhī sunānā na ye gānā re chhoṭā bachchā jān ke …