Title (Indic)हाथ छूटे भी तो रिश्ते नहीं छोड़ा करते WorkMarasim Year1999 LanguageHindi Credits Role Artist Performer Jagjit Singh Writer Gulzar LyricsHindiहाथ छूटे भी तो रिश्ते नहीं छोड़ा करते वक़्त के शाख़ से लम्हें नहीं तोड़ा करते जिसकी आवाज में सिलवट ही निगाहों में शिकन ऐसी तस्वीर के टुकड़े नहीं जोड़ा करते शहद जीने का मिला करता है थोडा थोडा जानेवालों के लिए दिल नहीं तोड़ा करते लग के साहिल से जो बहता है उसे बहने दो ऐसे दरिया का कभी रुख नहीं मोड़ा करते Englishhāth chhūṭe bhī to riśhte nahīṅ chhoṛā karte vaqt ke śhākh se lamheṅ nahīṅ toṛā karte jiskī āvāj meṅ silavaṭ hī nigāhoṅ meṅ śhikan aisī tasvīr ke ṭukaṛe nahīṅ joṛā karte śhahad jīne kā milā kartā hai thoḍā thoḍā jānevāloṅ ke lie dil nahīṅ toṛā karte lag ke sāhil se jo bahtā hai use bahne do aise dariyā kā kabhī rukh nahīṅ moṛā karte