Maine pee sharaab to tumne k‌yaa piyaa

मैने पी शराब तो तुमने क्‌या पिया
Year
Language

मैने पी शराब तो तुमने क्‌या पिया आदमी का ख़ून
मैं ज़लील हूँ तुमको क्‌या कहूँ
मैने पी शराब …

तुम पिओ तो ठीक हम पिएं तो पाप
तुम करो तो पुण्य हम करें तो पाप
हम तबाह-हाल हम फ़क़ीर लोग
ज़िन्दगी भी रोग मौत भी अज़ाब
मैने पी शराब …

तुम कहो तो सच हम कहें तो झूठ
तुमको सब मुआफ़ ज़ुल्म हो के लूट
तुमने कितने दिल चाक़ कर दिए
मैने तो किया खुद को ही ख़राब
मैने पी शराब …

रीति और रिवाज़ सब तुम्हारे साथ
धर्म और समाज सब तुम्हारे साथ
अपने साथ क्‌या धूल और धुआं
आने वाला दौर लेगा सब हिसाब
मैने पी शराब …

maine pī śharāb to tumne k‌yā piyā ādmī kā khūn
maiṅ zalīl hūṇ tumko k‌yā kahūṇ
maine pī śharāb …

tum pio to ṭhīk ham pieṅ to pāp
tum karo to puṇy ham kareṅ to pāp
ham tabāh-hāl ham faqīr log
zindgī bhī rog maut bhī azāb
maine pī śharāb …

tum kaho to sach ham kaheṅ to jhūṭh
tumko sab muāf zulm ho ke lūṭ
tumne kitne dil chāq kar die
maine to kiyā khud ko hī kharāb
maine pī śharāb …

rīti aur rivāz sab tumhāre sāth
dharm aur samāj sab tumhāre sāth
apne sāth k‌yā dhūl aur dhuāṅ
āne vālā daur legā sab hisāb
maine pī śharāb …