मैं प्यार हूँ तेरा जाने न तू
मैं प्यार हूँ तेरा जाने न तू जाने न हाँ माने न तू
तेरा ही आशिक़ हूँ मैं मुझको तू पहचान ले
यूं तो मैं मर जाऊंगा कहना मेरा मान ले
मैं प्यार हूँ तेरा …
आया हूँ मैं पास तेरे ऐ सनम
दिल में छुपा के लाया तेरे ग़म
क्या करूं तू बता मेरी है क्या खता
क्यों प्यार में मुझे तड़पाए तू
तड़पाए तू क्यूं तरसाए तू
मैने तेरे नाम लिख दी ज़िंदगी ओ
कितनी भी कर ले मुझसे बेरुखी
ले मेरा इम्तहां और भी आज़मां
हर साँस में तेरी बस जाऊंगा
इक दिन तुझे हाँ मैं पाऊंगा
मैं प्यार हूँ तेरा …
maiṅ pyār hūṇ terā jāne na tū jāne na hāṇ māne na tū
terā hī āśhiq hūṇ maiṅ mujhko tū pahchān le
yūṅ to maiṅ mar jāūṅgā kahnā merā mān le
maiṅ pyār hūṇ terā …
āyā hūṇ maiṅ pās tere ai sanam
dil meṅ chhupā ke lāyā tere ġham
kyā karūṅ tū batā merī hai kyā khatā
kyoṅ pyār meṅ mujhe taṛpāe tū
taṛpāe tū kyūṅ tarsāe tū
maine tere nām likh dī ziṅdgī o
kitnī bhī kar le mujhse berukhī
le merā imthāṅ aur bhī āzmāṅ
har sāṇs meṅ terī bas jāūṅgā
ik din tujhe hāṇ maiṅ pāūṅgā
maiṅ pyār hūṇ terā …