मैं ने आज पिया पिया आ होँठों का प्याला
मैं ने
( मैं ने आज पिया पिया आ
होँठों का प्याला ) -2
अमरित को भी जो शरमा दे -2
आग़ लगा कर आग़ बुझा दे
ऐसे
ऐसे मद के एक घूँट से
बुझा चुका मैं
दिल का ज्वाला
पिया पिया आ
होँठों का प्याला
मैं ने आज पिया पिया आ
होँठों का प्याला
रग़-रग़ में -3
रग़-रग़ में जिसने दौड़ा दी
एक बिजली की लहर
घूमती दुनिया मेरी नज़र में
पल भर गई ठहर
( मैं ने दिल को बनते देखा
बे पीकर मतवाला ) -2
मैं याद करूँगा जब भी
इस शाम के नीलेपन को
होँठों में जलन सी जलन
और प्यार लगेगी मन को
तब आँखों में
तब आँखों में छा जायेगा
इस दिन का प्रेम-प्याला
पिया पिया आ
होँठों का प्याला -2
maiṅ ne
( maiṅ ne āj piyā piyā ā
hoṇṭhoṅ kā pyālā ) -2
amrit ko bhī jo śharmā de -2
āġh lagā kar āġh bujhā de
aise
aise mad ke ek ghūṇṭ se
bujhā chukā maiṅ
dil kā jvālā
piyā piyā ā
hoṇṭhoṅ kā pyālā
maiṅ ne āj piyā piyā ā
hoṇṭhoṅ kā pyālā
raġh-raġh meṅ -3
raġh-raġh meṅ jisne dauṛā dī
ek bijlī kī lahar
ghūmtī duniyā merī nazar meṅ
pal bhar gaī ṭhahar
( maiṅ ne dil ko bante dekhā
be pīkar matvālā ) -2
maiṅ yād karūṇgā jab bhī
is śhām ke nīlepan ko
hoṇṭhoṅ meṅ jalan sī jalan
aur pyār lagegī man ko
tab āṇkhoṅ meṅ
tab āṇkhoṅ meṅ chhā jāyegā
is din kā prem-pyālā
piyā piyā ā
hoṇṭhoṅ kā pyālā -2