Main ghee kaa diyaa jalaaoon re ghar aao, ghar aao

मैं घी का दिया जलाऊँ रे घर आओ, घर आओ
Year
Language

चैन न दिन भर, रैन न निँदिया
बिखर गई माथे की बिँदिया
नैनन नीर बहाऊँ रे घर आओ, घर आओ

बड़ी देर से खड़ी सुहागन, राह तकत है तिहारी
आओ मन के मीत अब आओ, पूजा करूँ तिहारी
मैं घी का दिया जलाऊँ रे घर आओ, घर आओ

chain na din bhar, rain na niṇdiyā
bikhar gaī māthe kī biṇdiyā
nainan nīr bahāūṇ re ghar āo, ghar āo

baṛī der se khaṛī suhāgan, rāh takat hai tihārī
āo man ke mīt ab āo, pūjā karūṇ tihārī
maiṅ ghī kā diyā jalāūṇ re ghar āo, ghar āo