मैं दुख की रात हूँ ऐसी सवेरा दूर है जिसका
मैं दुख की रात हूँ ऐसी
सवेरा दूर है जिसका
है मेरी राह भूली सी
क़दम भी डगमगाते हैं
मेरे सपने अधूरे से
मुझे रह-रह बुलाते हैं
मैं पनछी पंख बिन ऐसा
बसेरा दूर है जिसका
ये मेरी ज़िंदगी गुज़री है
तूफ़ानों के सीने से
जवानी बुझ गई है ग़म के
खारे अश्क़ पीने से
मैं ग़म का वो समन्दर हूँ
किनारा दूर है जिसका
maiṅ dukh kī rāt hūṇ aisī
saverā dūr hai jiskā
hai merī rāh bhūlī sī
qadam bhī ḍagamgāte haiṅ
mere sapne adhūre se
mujhe rah-rah bulāte haiṅ
maiṅ panchhī paṅkh bin aisā
baserā dūr hai jiskā
ye merī ziṅdgī guzrī hai
tūfānoṅ ke sīne se
javānī bujh gaī hai ġham ke
khāre aśhq pīne se
maiṅ ġham kā vo samandar hūṇ
kinārā dūr hai jiskā