dev: āp kī khūbsūrat āṇkhoṅ meṅ samā saktā hūṇ?
kyā maiṅ andar ā saktā hūṇ?
āśhā: āiye āpkā thā hameṅ intazār - 2
ānā thā ā gaye, hm … kaise nahīṅ āte sarkār - 2
hm … kaise nahīṅ āte sarkār
āiye…
dev: apnī mahafil meṅ jise chāhe bulā sakte haiṅ āp
ham bhalā kyā haiṅ? sitāroṅ ko jhukā sakte haiṅ āp
āśhā: (hṇsī…)
ham nā kahte the nigāhoṅ se khiche āeṅge āp - 2
rāt bhar jāgeṅge taṛpeṅge machal jāeṅge āp
(nīṅd nahī āegī - 2), āṇkh laṛ jaegī
hame yūṇ nā ṭhukrāie…
āiye…
(hṇsī…)
āiye nā…
āiye āpkā thā hame intazār
ānā thā ā gaye, ho… kaise nahīṅ āte sarkār
ānā thā ā gaye, hm … kaise nahīṅ āte sarkār
āiye…
dev: mausam suhānā hai, dilkaśh zamānā hai
phir bhī udāsī hai, ye rāt pyāsī hai
āśh: hāy …
ek to ham tum akele phir samā ye rāt kā - 2
dekhtā suntā nahīṅ koī hai ḍar kis bāt kā
āke zarā bāhoṅ meṅ - 2
baske nigāhoṅ meṅ
dil zarā dhaṛkāiye
āiye…
(hṇsī…)
āiye nā…
āiye āpkā thā hame intazār
ānā thā ā gaye
hm … kaise nahīṅ āte sarkār
ānā thā ā gaye
he … kaise nahīṅ āte sarkār
āiye…