Title (Indic)आ जा रे, परदेसी, मैं तो कब से खड़ी इस पार् WorkMadhumati Year1958 LanguageHindi Credits Role Artist Music Salil Chowdhury Performer Lata Mangeshkar Writer Shailendra LyricsHindiआ जा रे ऽऽऽ परदेसी मैं तो कब से खड़ी इस पार ये अँखियाँ, थक गई पंथ निहार आ जा रे, परदेसी (तुम संग जनम जनम के फेरे भूल गये क्यूँ साजन मेरे ) - 2 तड़पत हूँ मैं सांझ सवेरे, ओ … आ जा रे, मैं तो कब से खड़ी इस पार … (मैं नदिया फिर भी मैं प्यासी भेद ये गहरा बात ज़रा सी ) - 2 बिन तेरे हर रात उदासी, ओ … आ जा रे, मैं तो कब से खड़ी इस पार … मैं दिये की ऐसी बाती जल न सकी जो बुझ भी न पाती आ मिल मेरे जीवन साथी, ओ … आ जा रे, मैं तो कब से खड़ी इस पार … Englishā jā re ''' pardesī maiṅ to kab se khaṛī is pār ye aṇkhiyāṇ, thak gaī paṅth nihār ā jā re, pardesī (tum saṅg janam janam ke phere bhūl gaye kyūṇ sājan mere ) - 2 taṛpat hūṇ maiṅ sāṅjh savere, o … ā jā re, maiṅ to kab se khaṛī is pār … (maiṅ nadiyā phir bhī maiṅ pyāsī bhed ye gahrā bāt zarā sī ) - 2 bin tere har rāt udāsī, o … ā jā re, maiṅ to kab se khaṛī is pār … maiṅ diye kī aisī bātī jal na sakī jo bujh bhī na pātī ā mil mere jīvan sāthī, o … ā jā re, maiṅ to kab se khaṛī is pār …