मान जाइए बात मेरे दिल की जान जाइए
र: मान जाइए मान जाइए बात मेरे दिल की जान जाइए
आ: शरम से झुकी आँख की रुकी साँस की
क्या है मरज़ी पहचान जाइए
मान जाइए …
आ: प्यार में ये दिन-रात बड़े रंगीन होने वाले हैं
र: एक थे हम फिर दो हुए अब तीन होने वाले हैं
आ: न गिनिए आगे बस बलम आप हैं बड़े ही अनजान जाइए
मान जाइए …
र: इन बातों से एक हसीना रूठ जाएगी देखो
आ: चुप हो जाओ नींद हमारी टूट जाएगी देखो
र: यहाँ नींद का क्या काम लिया नाम आप हैं बड़े नादान जाइए
मान जाइए …
र: पास आ के तुम देखो इक बार ऐसे मौसम में
वो हरजाई जो छेड़े है तकरार ऐसे मौसम में
आ: मगर आपका यक़ीं नहीं जी नहीं
आप हैं बड़े बेईमान जाइए
मान जाइए …
ra: mān jāie mān jāie bāt mere dil kī jān jāie
ā: śharam se jhukī āṇkh kī rukī sāṇs kī
kyā hai marazī pahchān jāie
mān jāie …
ā: pyār meṅ ye din-rāt baṛe raṅgīn hone vāle haiṅ
ra: ek the ham phir do hue ab tīn hone vāle haiṅ
ā: na ginie āge bas balam āp haiṅ baṛe hī anjān jāie
mān jāie …
ra: in bātoṅ se ek hasīnā rūṭh jāegī dekho
ā: chup ho jāo nīṅd hamārī ṭūṭ jāegī dekho
ra: yahāṇ nīṅd kā kyā kām liyā nām āp haiṅ baṛe nādān jāie
mān jāie …
ra: pās ā ke tum dekho ik bār aise mausam meṅ
vo harjāī jo chheṛe hai takrār aise mausam meṅ
ā: magar āpkā yaqīṅ nahīṅ jī nahīṅ
āp haiṅ baṛe beīmān jāie
mān jāie …