Maaee ree main kaase kahoon peer apne jiyaa kee

माई री मैं कासे कहूँ पीर अपने जिया की
Work
Year
Language

माई री
हाँ
माई री मैं कासे कहूँ पीर अपने जिया की
माई री

ओस नयन की उनके मेरी लगी को बुझाये ना
तन मन भीगो दे आके ऐसी घटा कोई छाये ना
मोहे बहा ले जाये ऐसी लहर कोइ आये ना
ओस नयन की उनके मेरी लगी को बुझाये ना
पड़ी नदिया के किनारे मैं प्यासी

पी की डगर में बैठा मैला हुआ री मोरा आंचरा
मुखडा है फीका फीका नैनों में सोहे नहीं काजरा
कोई जो देखे मैया प्रीत का वासे कहूं माजरा
पी की डगर में बैठा मैला हुआ री मोरा आंचरा
लट में पड़ी कैसी बिरहा की माटी
माई री …

आँखों में चलते फिरते रोज़ मिले पिया बावरे
बैंया की छैंया आके मिलते नहीं कभी साँवरे
दुःख ये मिलन का लेकर काह कारूँ कहाँ जाउँ रे
आँखों में चलते फिरते रोज़ मिले पिया बावरे
पाकर भी नहीं उनको मैं पाती
माई री …

māī rī
hāṇ
māī rī maiṅ kāse kahūṇ pīr apne jiyā kī
māī rī

os nayan kī unke merī lagī ko bujhāye nā
tan man bhīgo de āke aisī ghaṭā koī chhāye nā
mohe bahā le jāye aisī lahar koi āye nā
os nayan kī unke merī lagī ko bujhāye nā
paṛī nadiyā ke kināre maiṅ pyāsī

pī kī ḍagar meṅ baiṭhā mailā huā rī morā āṅchrā
mukhḍā hai phīkā phīkā nainoṅ meṅ sohe nahīṅ kājrā
koī jo dekhe maiyā prīt kā vāse kahūṅ mājrā
pī kī ḍagar meṅ baiṭhā mailā huā rī morā āṅchrā
laṭ meṅ paṛī kaisī birhā kī māṭī
māī rī …

āṇkhoṅ meṅ chalte phirte roz mile piyā bāvre
baiṅyā kī chhaiṅyā āke milte nahīṅ kabhī sāṇvre
duḥakh ye milan kā lekar kāh kārūṇ kahāṇ jāuṇ re
āṇkhoṅ meṅ chalte phirte roz mile piyā bāvre
pākar bhī nahīṅ unko maiṅ pātī
māī rī …