ek laṛkī thī kitnī śharmīli ho gaī re maiṅ kaisī raṅgīlī -2
nāgin ban ke mujhse lipaṭ gaī merī chunriyā pīlī-pīlī -2
ek laṛkī thī kitnī śharmīli ho gaī re maiṅ kaisī raṅgīlī
mere bachapan chhoṛ de baiṅyāṇ merā yauvan merā saiṅyāṇ
hāth meṅ uske hāth maiṅ de dūṇ āge jīvan bhūl-bhulaiyāṇ
dil kī galiyoṅ meṅ āye baṅjāre bech rahe vo sapne kuṇvre
chheṛī kisne baṅsī pe dhun surīlī
ek laṛkī thī kitnī śharmīli ho gaī re maiṅ kaisī raṅgīlī
chhan-chhan
chūṛiyāṇ hāthoṅ meṅ khan-khan pāyleṅ rātoṅ meṅ chhan-chhan
jal gaī re barsātoṅ meṅ ā gaī dil kī bātoṅ meṅ
chūṛiyāṇ hāthoṅ meṅ khan-khan pāyleṅ rātoṅ meṅ chhan-chhan
jal gaī re barsātoṅ meṅ ā gaī dil kī bātoṅ meṅ
ha
nām kā sāvan būṇd-būṇd barse patjhaṛ jaisā ye man tarse
kaisī badan meṅ āg lagī ye maiṅ to ā gaī bāhar ghar se
kāre badrā tū mujhko bhigo de ḍūb jāūṇ maiṅ mujhko ḍubo de
kaisī pyārī rut hai ye mīṭhī surīlī
ek laṛkī thī kitnī śharmīli ho gaī re maiṅ kaisī raṅgīlī -2
nāgin ban ke mujhse lipaṭ gaī merī chunriyā pīlī-pīlī -2
ek laṛkī thī kitnī śharmīli ho gaī re maiṅ kaisī raṅgīlī
chhan-chhan
( chūṛiyāṇ hāthoṅ meṅ khan-khan pāyleṅ rātoṅ meṅ chhan-chhan
jal gaī re barsātoṅ meṅ ā gaī dil kī bātoṅ meṅ ) -3