śhā: paiġhām lāyā sāvan
dāman se bṇdh jāye dāman
rimjhim khuśhiyoṅ kī barse ham pe barkhā
chaṅchal havā ye bolī
sajnī phir terī ḍolī
ḍolī phir ḍole jaise ḍole chṇdā
jī kartā hai paṅkh lagā ke uṛ jāūṇ maiṅ
nīl gagan ko bādal ban ke chhū jāūṇ maiṅ
jī kartā hai paṅkh lagā ke uṛ jāūṇ maiṅ
ka: barkhā pavan ye būṅdeṅ
sabne uṛā dī nīṅdeṅ
jāgī āṇkhoṅ meṅ merī jāgā sapnā
manvā merā bhī ḍole
haule haule ye bole
begānī duniyā meṅ hai tū hī apnā
jī kartā hai paṅkh lagā ke uṛ jāūṇ maiṅ
nīl gagan ke bādal tujh meṅ chhup jāūṇ maiṅ
jī kartā hai paṅkh lagā ke uṛ jāūṇ maiṅ
barkhā pavan ye būṅdeṅ
sabne uṛā dī nīṅdeṅ
jāgī āṇkhoṅ meṅ merī jāgā sapnā
ko: sī le sī le
śhā: sāgar kināre kisī parbat ke sāye meṅ
dikhtā hai ek āśhiyāṇ
ka: hai jān jab tak maiṅ rahūṇ tere dil meṅ hī
vahī hai merā āśhiyāṇ
śhā: māsūm haiṅ bāteṅ aisī
phūloṅ pe ho śhabnam jaisī
maiṅ khil sā gayā
mahak uṭhā jag sārā
ka: jī kartā hai paṅkh lagā ke uṛ jāūṇ maiṅ
nīl gagan ke bādal tujh meṅ chhup jāūṇ maiṅ
śhā: jī kartā hai paṅkh lagā ke uṛ jāūṇ maiṅ
paiġhām lāyā sāvan
dāman se bṇdh jāye dāman
rimjhim khuśhiyoṅ kī barse ham pe barkhā
ka: manvā merā bhī ḍole
haule haule ye bole
begānī duniyā meṅ hai tū hī apnā
ko: sī le sī le
ka: śhākhoṅ pe jhūlā jhūleṅ naī navelī ye kaliyāṇ
terī bāṇhoṅ meṅ jhūleṅ ham
śhā: chāhat kā mausam āyā
tanhāī saṅg lāyā
madhośh haiṅ āj ham
ka: madhośhī ab nā ṭūṭe
dāman ye terā nā chhūṭe
hai saṅg terā raṅg terā merā kyā
śhā: jī kartā hai paṅkh lagā ke uṛ jāūṇ maiṅ
nīl gagan ko bādal ban ke chhū jāūṇ maiṅ
ka: jī kartā hai paṅkh lagā ke uṛ jāūṇ maiṅ
śhā: paiġhām lāyā sāvan
dāman se
ka: jāgī āṇkhoṅ meṅ merī jāgā sapnā
ka: jī kartā hai paṅkh lagā ke uṛ jāūṇ maiṅ
nīl gagan ke bādal tujh meṅ chhup jāūṇ maiṅ
jī kartā hai paṅkh lagā ke uṛ jāūṇ maiṅ
jī kartā hai paṅkh lagā ke uṛ jāūṇ maiṅ