da: o nach le
na na nach le
o chal tāl-tāl nach le
o soṇiye hīre-motiye
o chal hāth thām chak le
o nach le nach le
o chal tāl-tāl nach le
o soṇiye hīre-motiye
o chal hāth thām chak le
ḍarnā kyā
ko: oy oy
da: ham tere
ko: oy oy
da: haiṅ rabbā
saṅg tere
ko: o
da: nach le
ve saiyāṇ
ko: saiyāṇ
da: ve saiyāṇ
ku: dhartī kā zarrā maiṅ
aṅbar kā hai tārā vo
phir bhī ye mel ho gayā
khāmośh thī vo hasīṅ
hamne bhī kahā nahīṅ
āṇkhoṅ meṅ hī khel ho gayā
ko: o o pā pā īyā
hā ā pā pā īyā
da: ve saiyāṇ
ku: dhartī kā zarrā maiṅ
aṅbar kā hai tārā vo
phir bhī ye mel ho gayā
khāmośh thī vo hasīṅ
hamne bhī kahā nahīṅ
āṇkhoṅ meṅ hī khel ho gayā
da: ye hai qamāl-e-ulfat
nāzāṇ hai dil pe qudarat
zaṅzīr nā dīvāreṅ
nā roke koī tāqat
milan kī dhun jo lage
to phir duniyā nā dikhe
jale hoṅ śhole rāhoṅ meṅ
lage hoṅ kāṇṭe pāṇoṅ meṅ
sochnā kyā
phir to chale vahāṇ jahāṇ lai chalā hamdam
o nach le
o na na nach le
o chal tāl-tāl nach le
o soṇiye hīre-motiye
o chal hāth thām chak le
ḍarnā kyā
ko: āhā āhā
da: ham tere
ko: āhā āhā
da: haiṅ rabbā
saṅg tere
ḍarnā kyā
ko: oh yeah. I hate you. -4
ku: terī nigāhoṅ kā sāyā milā mujhe
to milī haiṅ ye sārī khuśhiyāṇ
terī duāoṅ se hī mere armānoṅ kī bhī
ab to sajegī duniyā
da: hai farz ye hamārā
aur hāṇ sadā rahegā
ko: o o o
da: uṭṭhī jo tujhpe talvār
sar apnā hī kaṭegā
chhaḍ ab sāre bavāl
achchhā sā mahūrat nikāl
banā ke tujhko dulhā
chaleṅge tere sasurāl
bāje ḍham-ḍham ḍhol
aur nachā baiṅḍ sabko chham-chham
nach le
o nach le
na na nach le
chal tāl-tāl nach le
soṇiye hīre-motiye
o chal hāth thām chak le
ḍarnā kyā
ham tere
haiṅ rabbā
o saṅg tere
o na na nach le
nā jā nach le
o ājā nach le
cha cha chak le
o na na nach le
cha cha chak le
na na nach le
o cha cha chak le
o nach le
ho nach le
ko: nach le