Lahraa ke jhoom-jhoom ke laa muskuraa ke laa

लहरा के झूम-झूम के ला मुस्कुरा के ला
Year
Language

लहरा के झूम-झूम के ला मुस्कुरा के ला
फूलों के रस में चाँद की किरने मिला के ला

महसूस हो रहा है सितारे अजील हैं
सितारे अजील हैं
उनको भी एक घूँट कहीं से पिला के ला

कहते हैं उम्र-ए-रफ़्ता कभी लौटती नहीं -2
जा मयकदे से मेरी जवानी उठा के ला
जा मयकदे से

lahrā ke jhūm-jhūm ke lā muskurā ke lā
phūloṅ ke ras meṅ chāṇd kī kirne milā ke lā

mahsūs ho rahā hai sitāre ajīl haiṅ
sitāre ajīl haiṅ
unko bhī ek ghūṇṭ kahīṅ se pilā ke lā

kahte haiṅ umr-e-raftā kabhī lauṭtī nahīṅ -2
jā mayakde se merī javānī uṭhā ke lā
jā mayakde se