क्या इतना भी अधिकार नहीं
क्या इतना भी अधिकार नहीं
ढूँढ सकूँ नज़रों में तेरी अपना खोया प्यार
देख सकूँ
देख सकूँ जी भर के तुझको
दूर खड़ा एक बार -2
क्या इतना भी अधिकार नहीं
कभी कहीं जाने-अनजाने करने (??) में लाचार
झूम सकूँ
झूम सकूँ मैं सुन कर तेरी
पायल की झनकार -2
क्या इतना भी अधिकार नहीं
करूँ तेरे सपनों से अपनी रातों का सिंगार
छेड़ सकूँ
छेड़ सकूँ मन की वीना पर
तेरे गीत हज़ार -2
क्या इतना भी अधिकार नहीं
नैन बिछाने राह में हर लूँ (??) प्रेम-नगर के द्वार
पूछ सकूँ
पूछ सकूँ मैं तुझसे अपने
जीने का आधार -2
क्या इतना भी अधिकार नहीं
kyā itnā bhī adhikār nahīṅ
ḍhūṇḍh sakūṇ nazroṅ meṅ terī apnā khoyā pyār
dekh sakūṇ
dekh sakūṇ jī bhar ke tujhko
dūr khaṛā ek bār -2
kyā itnā bhī adhikār nahīṅ
kabhī kahīṅ jāne-anjāne karne (??) meṅ lāchār
jhūm sakūṇ
jhūm sakūṇ maiṅ sun kar terī
pāyal kī jhankār -2
kyā itnā bhī adhikār nahīṅ
karūṇ tere sapnoṅ se apnī rātoṅ kā siṅgār
chheṛ sakūṇ
chheṛ sakūṇ man kī vīnā par
tere gīt hazār -2
kyā itnā bhī adhikār nahīṅ
nain bichhāne rāh meṅ har lūṇ (??) prem-nagar ke dvār
pūchh sakūṇ
pūchh sakūṇ maiṅ tujhse apne
jīne kā ādhār -2
kyā itnā bhī adhikār nahīṅ