क्या है इस बाँसुरिया में ... कभी होंठों से मुझे
क्या है इस बाँसुरिया में जो मुझमें नहीं साँवरिया
कभी होंठों से मुझे भी लगा ले
बाँसुरी बनाई के हो बाँसुरी बनाई के
मैं तो गाऊँ तेरे गीत मेरे मीत
सारे जग को भुलाई के
कभी होंठों से …
तोरे संग नेहा लागा तोरे रंग राती
बन-बन द्वारे-द्वारे फिरूँ मदमाती
तुझमें ही समा गई मैं तेरे पास आई के
कभी होंठों से …
सारा जग जान गया राधा भई श्याम की
छेड़ें तेरा नाम लेके सखियाँ सारे गाँव की
हो छलिया तूने सुध ना लीनी बावरी बनाई के
कभी होंठों से …
kyā hai is bāṇsuriyā meṅ jo mujhmeṅ nahīṅ sāṇvriyā
kabhī hoṅṭhoṅ se mujhe bhī lagā le
bāṇsurī banāī ke ho bāṇsurī banāī ke
maiṅ to gāūṇ tere gīt mere mīt
sāre jag ko bhulāī ke
kabhī hoṅṭhoṅ se …
tore saṅg nehā lāgā tore raṅg rātī
ban-ban dvāre-dvāre phirūṇ madmātī
tujhmeṅ hī samā gaī maiṅ tere pās āī ke
kabhī hoṅṭhoṅ se …
sārā jag jān gayā rādhā bhaī śhyām kī
chheṛeṅ terā nām leke sakhiyāṇ sāre gāṇv kī
ho chhaliyā tūne sudh nā līnī bāvrī banāī ke
kabhī hoṅṭhoṅ se …