Title (Indic)हज़ारों साल से इन्साँ का दिल ... वो मसीहा आया है WorkKrodhi Year1981 LanguageHindi Credits Role Artist Music Laxmikant-Pyarelal Performer Lata Mangeshkar Writer Anand Bakshi LyricsHindiहज़ारों साल से इन्साँ का दिल आँसू बहाता है हज़ारों साल से कोई मसीहा बन के आता है वो मसीहा आया है बहुत दिनों ग़म ने हमें तड़पाया है काँटों में पर्वत को देख रहा है फूल बहारों का वो एक अकेला है जिसके दिल में दर्द हज़ारों का वो एक अकेला मसीहा आया है दवा सभी बीमारों की लाया है वो मसीहा आया … लो वो आगे चल निकला है तुम उसके पीछे हो जाओ या पहुँचो अपनी मंज़िल पे या इन राहों में खो जाओ क़सम उठा के उसने क़दम उठाया है वो मसीहा आया … ( डर ख़ौफ़ भरम ) -2 सब हार गए इंसान की फ़ितरत जीत गई जागो देखो खोलो आँखें वो रात दुखों की बीत गई उठो किसी ने नींद से तुम्हें जगाया है वो मसीहा आया … Englishhazāroṅ sāl se insāṇ kā dil āṇsū bahātā hai hazāroṅ sāl se koī masīhā ban ke ātā hai vo masīhā āyā hai bahut dinoṅ ġham ne hameṅ taṛpāyā hai kāṇṭoṅ meṅ parvat ko dekh rahā hai phūl bahāroṅ kā vo ek akelā hai jiske dil meṅ dard hazāroṅ kā vo ek akelā masīhā āyā hai davā sabhī bīmāroṅ kī lāyā hai vo masīhā āyā … lo vo āge chal niklā hai tum uske pīchhe ho jāo yā pahuṇcho apnī maṅzil pe yā in rāhoṅ meṅ kho jāo qasam uṭhā ke usne qadam uṭhāyā hai vo masīhā āyā … ( ḍar khauf bharam ) -2 sab hār gae iṅsān kī fitarat jīt gaī jāgo dekho kholo āṇkheṅ vo rāt dukhoṅ kī bīt gaī uṭho kisī ne nīṅd se tumheṅ jagāyā hai vo masīhā āyā …