Koee na jaane bin tere raam kahaan din hoy kahaan shaam

कोई न जाने बिन तेरे राम कहाँ दिन होय कहाँ शाम्
Year
Language

कोई न जाने
कोई न जाने बिन तेरे राम
कहाँ दिन होये कहाँ शाम -2

जग में सभी का परदेसी नाम
कहाँ दिन होये कहाँ शाम -2

मन में लगा है सपनों का मेला -2
फिर भी है देखो ये मन अकेला
झोँका पवन का पानी का रेला
हो ओ ओ
जाने ले जाये कब किस धाम

कहाँ दिन होये कहाँ शाम -2

आगे विपदा की तलवारें -2
पीछे दुखड़ों की दीवारें
ऊपर काँटे नीचे कतारें
हो ओ ओ
जीवन हुआ ये या सन्गराम
कहाँ दिन होये कहाँ शाम -2

koī na jāne
koī na jāne bin tere rām
kahāṇ din hoye kahāṇ śhām -2

jag meṅ sabhī kā pardesī nām
kahāṇ din hoye kahāṇ śhām -2

man meṅ lagā hai sapnoṅ kā melā -2
phir bhī hai dekho ye man akelā
jhoṇkā pavan kā pānī kā relā
ho o o
jāne le jāye kab kis dhām

kahāṇ din hoye kahāṇ śhām -2

āge vipdā kī talvāreṅ -2
pīchhe dukhaṛoṅ kī dīvāreṅ
ūpar kāṇṭe nīche katāreṅ
ho o o
jīvan huā ye yā sangrām
kahāṇ din hoye kahāṇ śhām -2