कोई लौटा दे वो प्यारे प्यारे दिन्
कोई लौटा दे वो प्यारे प्यारे दिन
कटती नहीं रातें उसके बिन
कोई लौटा दे वो प्यारे प्यारे दिन
कटती नहीं रातें हां उसके बिन
तड़पता रहता हूं मैं रातों को
बड़ी ज़ालिम है यारों दिल की लगी
कोई लौटा दे वो …
पहली बार जब वो आई थी नज़र
पल में खो गया दिल उसको देखकर
वो मेरी जान-ए-जां वो मेरे दिल की धड़कन
कोई लौटा दे वो …
उसकी याद आई पागल कर गई
दिल क्या धड़कनों को घायल कर गई
उसको ही ढूँढूं मैं न जाने कहां वो होगी
कोई लौटा दे वो …
koī lauṭā de vo pyāre pyāre din
kaṭtī nahīṅ rāteṅ uske bin
koī lauṭā de vo pyāre pyāre din
kaṭtī nahīṅ rāteṅ hāṅ uske bin
taṛaptā rahtā hūṅ maiṅ rātoṅ ko
baṛī zālim hai yāroṅ dil kī lagī
koī lauṭā de vo …
pahlī bār jab vo āī thī nazar
pal meṅ kho gayā dil usko dekhkar
vo merī jān-e-jāṅ vo mere dil kī dhaṛkan
koī lauṭā de vo …
uskī yād āī pāgal kar gaī
dil kyā dhaṛaknoṅ ko ghāyal kar gaī
usko hī ḍhūṇḍhūṅ maiṅ na jāne kahāṅ vo hogī
koī lauṭā de vo …