कोई जब तुम्हारा हृदय तोड़ दे
कोई जब तुम्हारा हृदय तोड़ दे
तड़पता हुआ जब कोई छोड़ दे
तब तुम मेरे पास आना प्रिये
मेरा दर खुला है खुला ही रहेगा
तुम्हारे लिये, कोई जब …
अभी तुमको मेरी ज़रूरत नहीं
बहुत चाहने वाले मिल जाएंगे
अभी रूप का एक सागर हो तुम
कंवल जितने चाहोगी खिल जाएंगे
दरपन तुम्हें जब डराने लगे
जवानी भी दामन छुड़ाने लगे
तब तुम मेरे पास आना प्रिये
मेरा सर झुका है झुका ही रहेग
तुम्हारे लिये, कोई जब …
कोई शर्त होती नहीं प्यार में
मगर प्यार शर्तों पे तुमने किया
नज़र में सितारे जो चमके ज़रा
बुझाने लगीं आरती का दिया
जब अपनी नज़र में ही गिरने लगो
अंधेरों में अपने ही घिरने लगो
तब तुम मेरे पास आना प्रिये
ये दीपक जला है जला ही रहेग
तुम्हारे लिये, कोई जब …
koī jab tumhārā hṛday toṛ de
taṛaptā huā jab koī chhoṛ de
tab tum mere pās ānā priye
merā dar khulā hai khulā hī rahegā
tumhāre liye, koī jab …
abhī tumko merī zarūrat nahīṅ
bahut chāhne vāle mil jāeṅge
abhī rūp kā ek sāgar ho tum
kaṅval jitne chāhogī khil jāeṅge
darpan tumheṅ jab ḍarāne lage
javānī bhī dāman chhuṛāne lage
tab tum mere pās ānā priye
merā sar jhukā hai jhukā hī raheg
tumhāre liye, koī jab …
koī śhart hotī nahīṅ pyār meṅ
magar pyār śhartoṅ pe tumne kiyā
nazar meṅ sitāre jo chamke zarā
bujhāne lagīṅ ārtī kā diyā
jab apnī nazar meṅ hī girne lago
aṅdheroṅ meṅ apne hī ghirne lago
tab tum mere pās ānā priye
ye dīpak jalā hai jalā hī raheg
tumhāre liye, koī jab …