Kiyaa hai pyaar jise ham ne zindgee ke tarah

किया है प्यार जिसे हम ने ज़िन्दगी के तरह्
Year
Language

किया है प्यार जिसे हम ने ज़िन्दगी के तरह
वो आशना भी मिला हम से अजनबी के तरह

बढ़ा के प्यास मेरी उस ने हाथ छोड़ दिया
वो कर रहा था मुरव्वत भी दिल्लगी के तरह

कभी ना सोचा था हम ने क़ातिल उस के लिए
करेगा हम पे सितम वो भी हर किसी के तरह

किसे खबर थी बड़े ही कुछ और तारी की (?)
मिला है हमसे वो किसी बदली में चाँदनी की तरह

सितम तो ये है के वो भी ना बन सका अपना
कुबूल हमने लिये जिस के ग़म खुशी के तरह्

kiyā hai pyār jise ham ne zindgī ke tarah
vo āśhnā bhī milā ham se ajanbī ke tarah

baṛhā ke pyās merī us ne hāth chhoṛ diyā
vo kar rahā thā muravvat bhī dillgī ke tarah

kabhī nā sochā thā ham ne qātil us ke lie
karegā ham pe sitam vo bhī har kisī ke tarah

kise khabar thī baṛe hī kuchh aur tārī kī (?)
milā hai hamse vo kisī badlī meṅ chāṇdnī kī tarah

sitam to ye hai ke vo bhī nā ban sakā apnā
kubūl hamne liye jis ke ġham khuśhī ke tarah