Kitnee muddat baad mile ho

कितनी मुद्दत बाद मिले हो
Year
Language

कितनी मुद्दत बाद मिले हो
किन सोचों में गुम रहते हो

कौनसी बात है तुम में ऐसी
इतने अच्छे क्‌यों लगते हो

हमसे न पूछो हिज्र के किस्से
अपनी कहो, अब तुम कैसे हो

तेज़ हवा ने मुझसे पूछा,
रेत पे क्‌या लिखते रहते हो

kitnī muddat bād mile ho
kin sochoṅ meṅ gum rahte ho

kaunsī bāt hai tum meṅ aisī
itne achchhe k‌yoṅ lagte ho

hamse na pūchho hijr ke kisse
apnī kaho, ab tum kaise ho

tez havā ne mujhse pūchhā,
ret pe k‌yā likhte rahte ho