किसमत का मारा पंछी अकेला रोये
किसमत का मारा
किसमत का मारा पंछी अकेला रोये
रोये
मिलन की बेला -2
धीमे-धीमे चाँद ने अपनी किरनों का जाल फैलाया
हलके-हलके हवा के झोंकों ने फूलों को सहलाया
जब लहरें नाच-नाच कर चूमीं तट को
झट झूम-झूम चन्दा की छाँव में रात ने
रात ने रंग उडेला
किसमत का मारा
किसमत का मारा पंछी अकेला रोये
रोये
मिलन की बेला
पागल मन की आशाओं का एक सितारा टूटा -2
प्रेम-पन्थ के राही से उम्मीद का दामन छूटा -2
मधुर चाँदनी बन दुलहन आई आकाश के द्वार पे
जनम-जनम का प्यासा चकोरा पागल हुआ सिंगार पे
कब बीती
कब बीती वो रात उसने ना जाना
मूरख घूम-घूम कर मार थक गया
टूटा
टूटा वो सपन रुपहला
किसमत का मारा
किसमत का मारा पंछी अकेला रोये
रोये
मिलन की बेला -2
kismat kā mārā
kismat kā mārā paṅchhī akelā roye
roye
milan kī belā -2
dhīme-dhīme chāṇd ne apnī kirnoṅ kā jāl phailāyā
halke-halke havā ke jhoṅkoṅ ne phūloṅ ko sahlāyā
jab lahreṅ nāch-nāch kar chūmīṅ taṭ ko
jhaṭ jhūm-jhūm chandā kī chhāṇv meṅ rāt ne
rāt ne raṅg uḍelā
kismat kā mārā
kismat kā mārā paṅchhī akelā roye
roye
milan kī belā
pāgal man kī āśhāoṅ kā ek sitārā ṭūṭā -2
prem-panth ke rāhī se ummīd kā dāman chhūṭā -2
madhur chāṇdnī ban dulahan āī ākāśh ke dvār pe
janam-janam kā pyāsā chakorā pāgal huā siṅgār pe
kab bītī
kab bītī vo rāt usne nā jānā
mūrakh ghūm-ghūm kar mār thak gayā
ṭūṭā
ṭūṭā vo sapan rupahlā
kismat kā mārā
kismat kā mārā paṅchhī akelā roye
roye
milan kī belā -2