Title (Indic)ओ मांझी रे, अपना किनारा, नदिया की धारा है WorkKhushboo Year1975 LanguageHindi Credits Role Artist Music Rahul Dev Burman Performer Kishore Kumar Writer Gulzar LyricsHindiओ मांझी रे, अपना किनारा, नदिया की धारा है ओ मांझी रे … साहिलों पे बहने वाले कभी सुना तो होगा कहीं, ओ … हो, कागज़ों की कश्तियों का कहीं किनारा होता नहीं हो मांझी रे … मांझी रे कोई किनारा जो किनारे से मिले वो, अपना किनारा है … ओ मांझी रे … पानियों में बह रहे हैं कई किनारे टूटे हुए ओ … हो, रास्तों में मिल गए हैं सभी सहारे छूटे हुए … कोइ सहारा मझधारे में मिले वो, अपना सहारा है … ओ मांझी रे, अपना किनारा, नदिया की धारा है ओ मांझी रे … % थे सैलिन्ग बेअत cओन्तिनुएस तिल्ल इत फ़देस ओउत... ठे सैलोर इस गोने... Englisho māṅjhī re, apnā kinārā, nadiyā kī dhārā hai o māṅjhī re … sāhiloṅ pe bahne vāle kabhī sunā to hogā kahīṅ, o … ho, kāgazoṅ kī kaśhtiyoṅ kā kahīṅ kinārā hotā nahīṅ ho māṅjhī re … māṅjhī re koī kinārā jo kināre se mile vo, apnā kinārā hai … o māṅjhī re … pāniyoṅ meṅ bah rahe haiṅ kaī kināre ṭūṭe hue o … ho, rāstoṅ meṅ mil gae haiṅ sabhī sahāre chhūṭe hue … koi sahārā majhdhāre meṅ mile vo, apnā sahārā hai … o māṅjhī re, apnā kinārā, nadiyā kī dhārā hai o māṅjhī re … % the sailing beat continues till it fades out... ṭhe sailor is gone...