Title (Indic)घर जाएगी, तर जाएगी, डोलियाँ चढ़ जाएगी WorkKhushboo Year1975 LanguageHindi Credits Role Artist Music Rahul Dev Burman Performer Asha Bhosle Writer Gulzar LyricsHindiघर जायेगी, तर जायेगी, डोलियाँ चढ़ जायेगी मेहंदी लगायेगी रे, काजल सजायेगी रे दुल्हनिया मर जायेगी धीरे धीरे लेके चलना, आँगन से निकलना कोइ देखे ना, दुल्हन को गली में अँखियां झुकाए हुए, घूँघटा गिराए हुए मुखडा छुपाए हुए चली मैं जायेगी, घर जायेगी.. .. मेहंदी मेहंदी खेली थी मैं, तेरी ही सहेली थी मैं तू ने जब कुसुम को चुना था तू ने मेरा नाम कभी आँखों से बुलाया नहीं मैंने जाने कैसे सूना था जायेगी, घर जायेगी.. .. Englishghar jāyegī, tar jāyegī, ḍoliyāṇ chaṛh jāyegī mehaṅdī lagāyegī re, kājal sajāyegī re dulhniyā mar jāyegī dhīre dhīre leke chalnā, āṇgan se nikalnā koi dekhe nā, dulhan ko galī meṅ aṇkhiyāṅ jhukāe hue, ghūṇghṭā girāe hue mukhḍā chhupāe hue chalī maiṅ jāyegī, ghar jāyegī.. .. mehaṅdī mehaṅdī khelī thī maiṅ, terī hī sahelī thī maiṅ tū ne jab kusum ko chunā thā tū ne merā nām kabhī āṇkhoṅ se bulāyā nahīṅ maiṅne jāne kaise sūnā thā jāyegī, ghar jāyegī.. ..