खुश रहे तू सदा, ये दुआ है मेरी
तेरी शादी पे दूँ तुझको तोहफ़ा मैं क्या
पेश करता हूँ दिल एक टूटा हुआ
खुश रहे तू सदा, ये दुआ है मेरी
बेवफ़ा ही सही, दिलरुबा है मेरी
खुश रहे …
जा मैं तनहा रहूँ, तुझको महफ़िल मिले
डूबने दे मुझे, तुझको साहिल मिले
आज मरज़ी यही, नाख़ुदा है मेरी
उम्र भर ये मेरे दिल को तड़पाएगा
दर्द-ए-दिल अब मेरे साथ ही जाएग
मौत ही आख़िरी बस दवा है मेरी
terī śhādī pe dūṇ tujhko tohafā maiṅ kyā
peśh kartā hūṇ dil ek ṭūṭā huā
khuśh rahe tū sadā, ye duā hai merī
bevafā hī sahī, dilrubā hai merī
khuśh rahe …
jā maiṅ tanhā rahūṇ, tujhko mahafil mile
ḍūbne de mujhe, tujhko sāhil mile
āj marazī yahī, nākhudā hai merī
umr bhar ye mere dil ko taṛpāegā
dard-e-dil ab mere sāth hī jāeg
maut hī ākhirī bas davā hai merī