Khudaa hamko aisee khudaaee naa dejagjit gazal

खुदा हमको ऐसी खुदाई ना देजग्जित गज़ल
Year
Language

खुदा हमको ऐसी खुदाई ना दे
कि अपने सिवा कुछ दिखाई ना दे

हँसो आज इतना कि इस शोर में
सलाह के सिवा कुछ सुनाई ना दे

अभी तो बदन में लहू है बहुत
कलम छील ले, रोशनाई ना दे

खुदा ऐसे एहसास का नाम है
रहे सामने पर दिखाई ना दे

khudā hamko aisī khudāī nā de
ki apne sivā kuchh dikhāī nā de

hṇso āj itnā ki is śhor meṅ
salāh ke sivā kuchh sunāī nā de

abhī to badan meṅ lahū hai bahut
kalam chhīl le, rośhnāī nā de

khudā aise ehsās kā nām hai
rahe sāmne par dikhāī nā de