खो के महफ़िल में तेरी सब्र-ओ-क़रार आया हूँ
खो के महफ़िल में तेरी सब्र-ओ-क़रार आया हूँ
चन्द लम्हे तेरी महफ़िल में गुज़ार आया हूँ
जज़्ब है ग़ुँच-ए-मासूम की नकहत मुझ में
गुम है रंगीनी-ए-ग़ुलज़ार-ए-मुहब्बत मुझ में
बन के शादाबी-ए-उन्वान-ए-बहार आया हूँ
वही फूलों की मसर्रत वही ग़ुँचों की उमंग
वही ख़ुश्बू वही आलम वही मस्ती वही रंग
बन के सरताबा क़दम फ़स्ल-ए-बहार आया हूँ
मेरी आँखों से तपकती है मुसलसल मयनाब
मेरी मख़मूर निगाहों से उमडती है शराब
दिल में ले कर असर-ए-कैफ़-ओ-ख़ुमार आया हूँ
kho ke mahafil meṅ terī sabr-o-qarār āyā hūṇ
chand lamhe terī mahafil meṅ guzār āyā hūṇ
jazab hai ġhuṇch-e-māsūm kī nakahat mujh meṅ
gum hai raṅgīnī-e-ġhulazār-e-muhabbat mujh meṅ
ban ke śhādābī-e-unvān-e-bahār āyā hūṇ
vahī phūloṅ kī masarrat vahī ġhuṇchoṅ kī umaṅg
vahī khuśhbū vahī ālam vahī mastī vahī raṅg
ban ke sartābā qadam fasl-e-bahār āyā hūṇ
merī āṇkhoṅ se tapaktī hai muslasal maynāb
merī makhmūr nigāhoṅ se umaḍtī hai śharāb
dil meṅ le kar asar-e-kaif-o-khumār āyā hūṇ